Bulati Hai Magar Jaane Ka Nai by Rahat Indori (बुलाती है मगर जाने का नहीं Ghazal Poetry) Bulati Hai Magar Jaane Ka Nahi Ghazal Poetry, Shayari written by Rahat Indori this ghazal tranding on Tik Tok.
बुलाती है मगर जाने का नहीं
ये दुनिया है इधर जाने का नहीं
मेरे बेटे किसी से इश्क़ कर
मगर हद से गुज़र जाने का नहीं
ज़मीं भी सर पे रखनी हो तो रखो
चले हो तो ठहर जाने का नहीं
सितारे नोच कर ले जाऊंगा
मैं खाली हाथ घर जाने का नहीं
वबा फैली हुई है हर तरफ
अभी माहौल मर जाने का नहीं
वो गर्दन नापता है नाप ले
मगर जालिम से डर जाने का नहीं
Bulati hai magar jaane ka nai
Ye duniya hai idhar jaane ka nai
Mere bete kisi se ishq kar
Magar had se gujar jaane ka nai
Kushaada zarf hona chahiye
Chhalak jaane ka bhar jaane ka Nai
Sitare noch kar le jaaunga
Mein khali haath ghar jaane waala nai
Waba faili hui hai har taraf
Abhi maahaul mar jaane ka nai
Wo gardan naapta hai, naap le
Magar zaalim se dar jaane ka nai
R.I.P #RAHATINDORI
ReplyDelete